25/11/2008

Kahin Tho Hogi Woh

Kahin tho
Kahin tho hogi woh
Duniya jahan tu mere saath hai

Jahan mein jahan tu aur jahann
Bass tere mere jazbaat hai
Hogi jahan subah teri
Palkoki kirano mein
Lori jahan chand ki
Sune teri baahon meinnn…..

Jaane naa kahan woh duniya hai
Jaane naa woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahii

Jaane naa kahan woh duniya hai
Jaane naa woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahii

Saasein khogayi hai kiski aahon mein
Mein khogayi hoon jaane kiski baahon mein
Manzilonse raahein doondthi chali
Khogayi hai manzil kahin rahon mein

Kahin tho
Kahin tho hai nashaa
Teri meri har mulaqaat mein
Hoton se hoton ko Chumthi
oo rehte hai hum har baath pee

Kehti hai fiza jahan
Teri zameenn aasmaan
Jahan hai tu meri hassi
Meri khushi meri jaannn…..

Jaane naa kahan woh duniya hai
Jaane naa woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Jaane naa kahan woh duniya hai
Jaane naa woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

Jaane naa kahan woh duniya hai
Jaane naa woh hai bhi ya nahi
Jahan meri zindagi mujhse
Itni khafa nahi

5 comments:

U said...

i love the female version of this song..

Ramakrishnan said...

mmm...

Chroma said...

one hellava dreamy song

Ramakrishnan said...

cinnamon,

kaadhha ?

Anonymous said...

??